Tumse Milne Ki Tamanna Hai Lyrics

Tumse Milne Ki Tamanna Hai Lyrics

S.P. Balasubramaniam

Sameer

Saajan1991Updated 06.10.2026

Explore the full Tumse Milne Ki Tamanna Hai Lyrics, a timeless romantic song sung by S. P. Balasubrahmanyam with heartfelt emotion. Penned by renowned lyricist Sameer and composed by the iconic duo Nadeem–Shravan, this song beautifully captures the essence of love and longing. Featuring Salman Khan and Lakshmikant Berde, the track remains a favorite among Bollywood music lovers.

Tumse Milne Ki Tamanna Hai Lyrics

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek waada hai jaanam

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek waada hai jaanam

Jo kabhi ham mile
Toh jamanaa dekhega apna pyar
O mere yaar o mere yaar

Main shayar nahi deewana nahi
Main aashiq nahi parwaana nahi
Main shayar nahi deewana nahi
Main aashiq nahi parwaana nahi
Mili jabse najar tabse jaane jigar
Mili jabse najar tabse jaane jigar
Main ho gaya deewana
Main ho gaya deewana
Ab jaane kya hoga jaanejaana

Kaya pata fir kahan kab mulaqat ho
Wo haseena se fir dil ki baat ho
Kya pata fir kahan kab mulaqat ho
Wo haseena se fir dil ki baat ho
Uske jaise hasi maine dekhi nahi
Uske jaise hasi maine dekhi nahi
Rokega kya jamaana
Maine dil mein hai thaana
Mujhko use hai abhi apna banana

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek waada hai jaanam

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek waada hai jaanam

Jo kabhi ham mile
Toh jamanaa dekhega apna pyar
O mere yaar o mere yaar

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka iraada hai
Aur ek waada hai jaanam