Tu Shayar Hai Main Teri Shayari

Tu Shayar Hai Main Teri Shayari Lyrics

Alka Yagnik

Sameer

Saajan1991Updated 20.08.2026

Tu Shayar Hai Main Teri Shayari Lyrics is a timeless romantic song sung by Alka Yagnik, featuring iconic performances by Sanjay Dutt, Salman Khan, and Madhuri Dixit. Written by Sameer and composed by the legendary duo Nadeem-Shravan, this soulful track beautifully captures the essence of love and devotion. Explore the full lyrics of Tu Shayar Hai Main Teri Shayari Lyrics and relive the magic of classic Bollywood music under the Ishtar Music label.

Tu Shayar Hai Main Teri Shayari Lyrics

Tu shayar hai main teri shayari
Tu shayar hai main teri shayari
Tu aashiq hai main teri aashiqui
Tujhe milne ko dil karta hai
Tujhe milne ko dil karta hai
O mere saajna

Tu shayar hai main teri shayari
Tu aashiq hai main teri aashiqui

Teri har najm tera har geet hai yaad mujhe
Teri har najm tera har geet hai yaad mujhe
Jabtak saan chalegi na bhulungi main to tujhe
Tere bina jeena nahi khaake kasam kahti hoon
Tere bina jeena nahi khaake kasam kahti hoon
Maine bina dekhe bina jaane tujhe dil de diya

Tu dhadkan hai main teri zindgi
Tu shayar hai main teri shayari
Tujhe milne ko dil karta hai
Tujhe milne ko dil karta hai
O mere saajna

Tu shayar hai main teri shayari
Tu aashiq hai main teri aashiqui

Apni betabi ka main kaise tujhse izhaar karoon
Apni betabi ka main kaise tujhse izhaar karoon
Kaise batlaun tujhe jaanejana kitna main pyar karoon
Lab pe koi naam nahi tere siva mere saajan
Lab pe koi naam nahi tere siva mere saajan
Mere is dil pe tera hi nasha chha gaya

Tu deewana main teri deewangi
Tu shayar hai main teri shayari
Tujhe milne ko dil karta hai
Tujhe milne ko dil karta hai
O mere saajna

Tu shayar hai main teri shayari
Tu aashiq hai main teri aashiqui