Tum Laut Ke Aao Na Gajanand Lyrics
Shahnaaz Akhtar
Sohan Paroha Salil
Tum Laut Ke Aao Na Gajanand Lyrics from the devotional album He Ganraja is a soulful Ganesh bhajan sung by Shahnaaz Akhtar. The heartfelt lyrics are written by Sohan Paroha Salil, while the music is composed by Ajaz Khan. This spiritual song expresses a devotee’s deep love, faith, and humble request to Lord Gajanand to return and bless everyone.
Tum Laut Ke Aao Na Gajanand Lyrics
Kaha jaake chhupe ganraj
Tumhe dhoondh raha jag aaj
Kaha jaake chhupe ganraj
Tumhe dhoondh raha jag aaj
Tum laut ke aao na gajanand
Tum laut ke aao na
Tum laut ke aao na gajanand
Laut ke aao na
Kaha jaake chhupe ganraj
Tumhe dhoondh raha jag aaj
Kaha jaake chhupe ganraj
Tumhe dhoondh raha jag aaj
Tum laut ke aao na gajanand
Tum laut ke aao na
Tum laut ke aao na gajanand
Laut ke aao na
Do ek jod ke tumha manau
Motichoor ka bhog lagau
Tum gaura ke ho bade ladle
Maa gaura ki kasam chadhau
Mori sunlo araj maharaj
Tum devo ke ho sartaaz
Mori sunlo araj maharaj
Tum devo ke ho sartaaz
Tum laut ke aao na gajanand
Tum laut ke aao na
Tum laut ke aao na gajanand
Laut ke aao na
Riddhi siddhi ke tum ho daata
Haro hamare kasth vidhata
Ham agyaani murakh bade hain
Pujan archan kuch nahi aata
Giri hampe dukho ke gaaj
Bhakton ki bachaao laaj
Giri hampe dukho ke gaaj
Bhakton ki bachaao laaj
Tum laut ke aao na gajanand
Tum laut ke aao na
Tum laut ke aao na gajanand
Laut ke aao na
Kaha jaake chhupe ganraj
Tumhe dhoondh raha jag aaj
Kaha jaake chhupe ganraj
Tumhe dhoondh raha jag aaj
Tum laut ke aao na gajanand
Tum laut ke aao na
Tum laut ke aao na gajanand
Laut ke aao na
Tum laut ke aao na gajanand
Laut ke aao na
Tum laut ke aao na gajanand
Laut ke aao na
तुम लौट के आओ ना गजानंद Lyrics
कहां जाके छुपे गणराज
तुम्हे ढूंढ रहा जग आज
कहां जाके छुपे गणराज
तुम्हे ढूंढ रहा जग आज
तुम लौट के आओ ना गजानंद
तुम लौट के आओ ना
तुम लौट के आओ ना गजानंद
लौट के आओ ना
कहां जाके छुपे गणराज
तुम्हे ढूंढ रहा जग आज
कहां जाके छुपे गणराज
तुम्हे ढूंढ रहा जग आज
तुम लौट के आओ ना गजानंद
तुम लौट के आओ ना
तुम लौट के आओ ना गजानंद
लौट के आओ ना
दो एक जोड़ के तुम्हे मनाऊं
मोतीचूर का भोग लगाऊं
तुम गौरा के हो बड़े लाडले
माँ गौरा की कसम चढाऊं
मोरि सुनलो अरज महाराज
तुम देवों के हो सरताज
मोरि सुनलो अरज महाराज
तुम देवों के हो सरताज
तुम लौट के आओ ना गजानंद
तुम लौट के आओ ना
तुम लौट के आओ ना गजानंद
लौट के आओ ना
रिद्धि सिद्धि के तुम हो दाता
हरो हमारे कष्ट विधाता
हम अज्ञानी मुरख बड़े हैं
पूजन अर्चन कुछ नही आता
गिरी हमपे दुखों के गाज
भक्तो की बचाओ लाज
गिरी हमपे दुखों के गाज
भक्तो की बचाओ लाज
तुम लौट के आओ ना गजानंद
तुम लौट के आओ ना
तुम लौट के आओ ना गजानंद
लौट के आओ ना
कहां जाके छुपे गणराज
तुम्हे ढूंढ रहा जग आज
कहां जाके छुपे गणराज
तुम्हे ढूंढ रहा जग आज
तुम लौट के आओ ना गजानंद
तुम लौट के आओ ना
तुम लौट के आओ ना गजानंद
लौट के आओ ना
तुम लौट के आओ ना गजानंद
लौट के आओ ना
तुम लौट के आओ ना गजानंद
लौट के आओ ना